LOVE.....

Kya izhaar krna he pyaar h,

Intzaar krna pyaar nii...

Kya kisi ko pa lena pyaar h,

Usko sirf chahna pyaar ni...

Kya kisi ko baar baar dekhna he pyaar h,

Uski tashwir ko dil m kaid karna nii.

Kya kisi s baat krna he pyaar h,

Uski chhupi s v mn m aawaj bna lena nii.. Agr Uski khwaeshoo ko pura krna pyaar h....

To Uski khushiyo k liye duwae krna kya..???

By:-Rv Snkr