Jindagi tere zakhmo se Abhi ,,Bhara nahin hoon me,,,

Dekh le ke Zinda honn  Abhi,, Mara nahin hoon me !!!


Mujko Ajmane ki hi Zid Hai Agar  ,, To sun le  ,,,

Kisi bhi dard se Tere Abhi ,, Dara nahin hoon me !!!


Yun kar ke  Waqt Ko Bhi Mila le Sath Apne,,

Ke Tuj Akeli Se to Abhi Tak ,, Hara Nahin hoon ME !!!


Tu  Chahkar Bhi Mujko ,, Ankhon se Mitayegi  kaise,,,

Ansuo ka darya hu abhi ,, Qatra nahi hoon me !!!


Jo Bhi hain Gumaan tera Bas Wasl Tak hain ,,

Shukra Kar Teri Rahon Se Abhi, Gujra nahin hoon me !!


Mujpar Adavat Me lage Honge Lakho ilzam ,,,

Magar Kisi Ankh Se Gir jaon Kabhi,, Esa gira nahin hoon Me !!!


Tu Chahti hi hai E Jindagi To Mohabbat Se Mita de Muje   ,,,

Teri Nafrat ko to Lagta Hai ,, Ab Gawara nahi hoon Me !!!