Aisa Nahi Jo unki yaad Nahi Aati,
Aisa nahi Jo unki yaad nhi aati
Main unke Bite waqt Me chale jaata hun ,
Unki khwaeshein,Unki naa-Khwaeshein
Unki pasand, unki naa-Pasand Se khud ko bhul jaata Hun,
Bhul jaata hun ki Main kbhi apne rooh Se mil paaun,
Fir smjh aati hai ki ek rooh Me unke naam hai ❤️
Jo saayad ab wo meri ho sake
Bhaskar Mishra
