Tum kitna pyara bol leti ho

Sunte hi Sara dard mit jata hai


Kitna acha likh leti ho

Padhte hi Sara sukoon bhar jata hai


Kya khoob dikhti ho

Tumse bat karte hi Sara dukh khtm ho jata hai


Kya tum koi pari ho

Jo tumse milke sara zakham bhar jata h


Tum ak umeed ki kiran ho

Jise dekhte hi Sara khwab pura ho jata hai


Tum wo dava ho

JIse pite hi Sara Rog mit jata hai