शीर्षक – मैं तुम्हे अपना बनाना चाहता हूं
Mai tumhe apna banana chahta hu
Fir ak bar tumhe gale lagana chahta hu
Tum dobara khna ache dost ho mere
Tumse Ishq fir se nibhana chahta hu
Kore kagaj ki tarh tum kitab ho
Tujhe mai khoob padhna chahta hu
Likhta hu tumhare liye din rat khat
Geet gajal rag sab gana cahata hu
Kabhi pass baith kar sunana cahata hu Mai apni gajal
Tumhari hoto se apni tarif sunna chahta hu
Mai tumhe apna banana chahta hu
Fir ak bar tumhe gale lagana chahta hu
