ye zindagi ek sangram hai,yahan pag pag pr intkam hai,mera hausla hi mere sapno ki jaan hai,tutne na denge hausle ko,jhukne na denge tirange ko,tiranga hi hmari pahchan hai,ye zindagi ek sangram hai.yahan pag pag pr intkam hai.bhulungi na apne sapno ko,mere saare sapne bht khas hai.mera bharat des mahan h khatre me betiyon ki kyu jaan h bhrashtachariyon ka agaz hai.des apna aaj baemano se preshan hai.ye zindagi ek sangram hai yahan pag pag pr intkaam hai.