bade aur bachche sabhi filmo ke saukin hote h meri kavita un bachcho ke liye h jinhe filme behad pasand h wo bhi salman ki filme.hm to h nadan parinde,thode se anjan thode se divane lekin nhi h kismat waale hm to h nadan pr sallu h hmse anjaan kaun sunega hmari fariyad kaun puri krega unse milne ki aas.apni panktiyon ke madhyam se btana chahti hu ki kya khoobiya h salman me dikhne me bhola h bda hi himmatwaala sunta h wo sabki fariyad dekh na paata wo kisi ka dard h wo sabka hmdard h wo madadgar wo h dildar saari duniyan h uski diwani wo krta h fikr sabki yahi h khasiyat uski gareebo ke liye h wo mashiha bahno ke liye h wo bodyguard gunhgaro ke liye h wo dabangg h wo sabse veer jagah jagah h uski jai ho salman hi h hmari kick meri bani aur kya khe h wo sabke liye khas h wo sabke liye khas.