Woh mujhe chhod gayi hain ab ispe kya malal kare,
Ishq jo humme de gayi hain ab uska kya hisaab kare,
Yeh toh meherbani hain uski ki kuchh mausm mujhe ab ache lagte hain,
Kuchh jagah hain jo achhi lagti hain,
Jaha ki hawa ka raabta hain usse woh hawa achhi lagti hain,
Woh toh saansein phuk gayi mujhmein zindagi ki,
Mein hi kuchh na kar paya ab kya kare,

