Ye vo kon hai jiske aane par waqt bhi muntazir ho jata hai
Uske chehre pe bikhri lato ko dekh kar dil bhi munazir ho jata hai
Roz uski aankho me dekh kar fir kyu sab kuch mukhtalif sa ho jata hai
Itna sab kuch izhaar karne ke baad bhi kuch adhoora sa reh jata hai
Ab iss unsune kisse ke kuch unkahe alfaaz banne ki vajah jo aagyi hai
To chal aaj thoda jaldi chalte haI.
