Baath Kijiye,


Kesari baath kijiye,

Vangi baath kijiye,

Bisibelebaath kijiye,

Tomato baath kijiye,


Kara baath Kijiye,

Chow Chow Baath Kijiye



Tomato ka daam ek dam Rs150 per kilo ho gaya,

Kaise baath kare ,

Aap bhi kaise baath kaare


Logon ko Har Ek Ghar

Organic Farming karni padegi

Logon ko Har Ek Ghar

Organic Farming karni padegi

Tomato ka dhaam kam karne keliye


Aur Tomato baath ready karne keliye

Jis Hotel mein Tomato Baath tha pehle

Ab Nahi hain Tomato baath hotels mein


Time aayi hain Organic Farming Ki

Time aayi hain Organic Farming Ki

Tomato ke dhaam reduce karne Keliye