kabhi kabhi sochti hu ki
kyu zaroori hai har waqt khush rehna , kyu zaroori hai apna khayaal rakhna?
kyu zaroori hai khud ko azaad rakhna?
kyu zaroori hai khud ko aabad rakhna?
inn saare sawalon k darmiyan
har baar, vo aaina mein khada shaqs jawab de jaata hai,
“isske liye, meri jaan, iske liye"...
Swapnil

