Anjaan sa ye drishya hai...


Anjaan mann adrishya hai...


Anjaan si harkatein jo kar raha manushya hai...


Anjaan sa manushya hi toh aajkal adrishya hai...


Anjaan ye manushya hi is anjaanta ka shisya hai.