Poetry 1 min read 625.6K reads

Prakriti se Pare Prem


Tum Prakriti ko nihar rahe the...Aur Hum Tumhein...Tum unn atal shikhar se prerit horhe the...aur Hum Tumse...Tum Kal-kal karte paani ke bahav mein beh rahe the...aur hum Tumhare.

Read more Earn more Learn more