Woh shaks jo muskuraata tha aaj madhosh baitha tha...Manzar ab kuch aisa tha..................mehfil yaaro ki saji thi woh shakhs khamosh baitha tha.....Suna tha ek ladki se Dil lagakr aaya tha.....Na jaane aisa kyu laga ki apna sab kuch gawa kr aaya tha...