Dukh kya hai?
Safal nahi hona dukh hai?
Safalta k marg per chale aur usko nahi samjh pana dukh hai
Prem ka na milna dukh hai?
Prem me ho kar bhi prem ko na samjh pana dukh hai
Asafal hona dukh hai?
Asafalta ke marg ko na smjh pana dukh hai
Dukh hai ya nahi ye to tabhi kaha ja skta hai,
Jab hm us path per chale ho aur hme manzil na mili ho
dukh me hona se behter hota dukh ka hona!
✍️Praneet Kr Singh
