Zindagi bahut hi khaasi hai bas usse jeene ka ehsaas aana chahiye, har pal apno se judde rehne ka ehsaas hona chahiye .

Koi hamara apna hamare aas paas na bhi ho toh Hume uske har chah ka ehsaas hona chahiye. Hum aksar zindagi jeene ka tareeka badal dete hai par hum bhool jaate ki tareeka badala Jaa sakta hai,par apno ko nahi badala Jaa sakta.

Ashu ki soch