Unki be-panhah muhobbat ki koi had nahin
Door ho kar bhi paas hai itne...
Khuda se buraq ko maang kar
bheja hai yaadon ko leke ......
Jurm -e-ishk ka izhaar nahin kiya hai
abhi Par kuch shubah sa humko zaroor hai......
jaise unki akhon mein apne aks ko dekha hai kai baar humne