Na koi Hindu na Musalman na Esai hota.. Na raeesi ka maan na garibi ka takrar hota... Bs dil me mohabbat aur juban pr Pyaar ka izhar hota. Saal ka ek din kuch esa hota ... Na kisi se ghrna na koi द्वैष ka shikar hota... Na sudha ki pyaas hoti na विष ka बह kisi ke sath hota... Kash saal ka ek din kuch esa hota... Janwaron se bhi hume pyaar hota.. Aur insaan janwaron se fir insaan hota... Kash saal ka ekdin kuch esa hota...