Kabhi idhar kabhi udhar le jaati hai zindagi....


Mushkil samay pe bahut kch sikhati hai zindagi....


Kon apna kon paraya iska bhed batlati hai zindagi....


Choti 2 umeedon se saahas jutaati hai zindagi.....


Gum or khushiyon ko sath le aati hai zindagi......


Haar mein Jeet ka ehsaas dilati hai zindagi.....


Jab Tak hai saans to jeene ka matalab sikhati hai zindagi.....