Jab umeed badi liye tumne akshar likhna sikhaya....
Mai likh naa paati toh gussa bahaut dikhaya....
Koshish maine poori kari.....
Phir bhi tum jaisa naa ho paya.....
Ganit ka tumne jab paath padaya.....
Sawalon mein maine khud ko uljha sa paya......
Bade hue toh degree ka bhoj sarmaya
Jo naa karna tha...ab voh hi kar paaya......
Kabhi bol naa paungi tumko jaate jaate....
Papa kash tum samj paate....
Papa kash tum samaj paate..!!
