Poetry 1 min read 570.8K reads

Kon ho tum


Kyun Roz sawal mann mein aata h....Kon ho tum ..dastak Dil mein de jata hai....

Andhere me Roshan ek Sitara jhilmilata hai...Apni pehchan dhoondte kahin door kho jata hai...

Tootega ek sham....ye dar sa satata hai....Kon ho tum....Kon ho tum.... Dastak Dil mein de jata hai.....

Read more Earn more Learn more