Dil mein utha h aaj gehra sa dard...
Aansu bhi naa baha payu ae bekhabar.....
Toote toh bahaut the hum kai baar, magar...
Kal ki jo baat kahi tumne, usse ho gye hai besabar...
Kaisa tha voh Manzar....
Jab hatho mein hath tha tumhara....
Hontho pe bus ek naam tha bahara....
Cheen toh lia hai sab hak tumne hamara....
Kase nikaloge khud se mujhko...
Jab tak rahega is deha mein rooh ka sahara....
Kaisa tha voh Manzar...
Jab door hoke bhi pass the....
Kasa tha voh Manzar jab sab mein hum khaas the.!!
