Dil kehta hai ki tu kahin door chala jayega...
Yaadon ka Samander dekar Afsana ho jayega...
Kase vyaan karu ki kitni Shiddat se paya hai tujhe....
Jeene ka matlab kya hai, ye batlaya hai mujhe....
Samet lu har Lamha jo sath Guzara hai.....
Kya mera or kya tera, Sab kuch toh hmara hai.....
Do jism 1 jaan asa Sama paaya hai....
Khwaish hai ki roz Khwabon me mile tu....
Jaan b agr jaye to pass rahe tu..........
