Maine pucha Chand se ...kahin door kyun chupa hai tu...
Raat k saaye mein kyun bikhra hai tu....
Kabhi badlon mein, kabhi taaron se kyu ghira hai tu...
Paas kyun nhi theharta... Kahan khoya sa rehta hai tu...
Ek thanda sa ehsaas deke roshan sa kase hai tu....
Chakor ki aankhon mein ek aas bankar kyu tadapta hai tu....
