Poetry 1 min read 616.4K reads

mera haal


Teri palkon pe tika main intezar nazar ata hun,Jo milta hai wahi padhta hai ajkal main akhbar nazar ata hun,

meri kismat ya mere chehare ki banavat kahiye,mera haal achchha hai bas bimar nazar ata hun.....

Read more Earn more Learn more