main zindagi apne asoolo par chalata hu..

jo mujhko bhul jate hain me unko bhul jata hu.. 

me jinko bhul jata hu, to yahi koshish karta hu.. 

na unko yaad karta hu na unko yaad ata hu..

Rajinder Singh Gill