Meri country ke bhag aaj khul jayenge, Ram aayenge!
Meri country ke bhag aaj khul jayenge, Ram aayenge!
Ram aayenge to main station lene jaunga
Haan, Ram aayenge to station lene jaunga,
Rojgar sath layenge, peeda duur bhagayenge, Ram aayenge!
Ram aayenge to bhaichara layenge
Ram aayenge to insecurity bhagayenge
Sankatmochan sath layenge
Man ka bhoot bhagayenge
Ram aayenge!!
Meri country ke bhag aaj khul jayenge, Ram aayenge!
Ram aayenge to man ki baat bataunga
Ram aayenge to antarman ki baat bataunga
Himmat sath layenge, courage de ke jayenge
Ram aayenge,
Ram aayenge to jaat naa main puchunga
Ram aayenge to class naa main puchunga
Ghanshyam le kar aayenge, Balram ban kar aayenge, Ayodhyanath aayenge?
