Ek umar se guzeren hai ek umar abhi baki hai,
Kuchh alfaaz reh gayen hain jo, wo ukerne baki hain.
Hain kashtiyan kahin ruki jo ab hawa k sath chal padin,
Kinaron pe pahunchne se pehle kuchh saahil abhi baki hai,
Ek umar se nikle Hain, ek umar abhi aur baki hai.
