Shaam ka smaya tha ...
 Khana kha kr,
 bahar nikale the tahalne k liye ....
Sab acha tha ...
 Shaam ka samaya tha 

(Chalte chalte thaq gaye the )

Thodi der baithe hi the , ki unki jhalak ne begana bana diya ....
Unhone do shabd kya kahe ..,
hame unka phir se deewana bana diya 

Bahut arse se baat nahi Hui thi .. 
Bahut arse se baat nahi Hui thi 
Aaj unke kadam tahre hamari or 
Unhone phir se hame palake jhulana sikha diya