Tumne toh mujhe chand kaha tha,Toh pandarah din ruk jate,Hamare bich ka amavas chat jata,Kisi punam ki raat mil pate shayad,Afsos,Tumne intezaar hi nhi kiya.