Zindagi bhi kya ajab rang dikhati hai,


Apno se kar juda, gairo ko saath kar jaati hai.


Thak gaye hain hum ab iss bhaag daud se,


Maa ki woh narm thapkiyaan bahut yaad aati hai.