Kya kabhi kisi ke vichaar badalenge?
Vichaar kabhi rukte nahin,
Jab tak zinda hai insaan,
Achche vichaar badalte hai dekhne ka
Tarika,
Toh kya kabhi badalega vichaar karne ka tarika?
Kya kabhi kisi ke vichaar badalenge?
Ye Avishvaasi duniya me ho gaye hai
Achhut vichaar,
Toh kya manushya jaat badalegi
Apne achhut vichaar?


