Iss zindgai ko main kuch iss tarah bitana chahta hu.... Har kisi ke gam ko bant kr uski khushi me khil khilana chahta hu....

Me iss zindgai ko kuch iss tarah sajana chahta hu.... Jab mera ant samay aaye tab bhi main muskurana chahta hu....


Nats✒