aaj bade dino baad wo zamana yaad aaya tha,

Ek ashq aankh se nikal kar hamare galo tak aaya tha...


Barsaat me Ghana kala baadal aasman me chaya tha,

Ik sulgati hui lau ko hamne apne sine se lagaya tha...


Pata nahi wo kesi mahek thi uske baalo ki,

 jaise mitti ki khushboo ka ittar usne lagaya tha...