Apne bare me
tere ko btane laayk
mere zindagi m
kuch khas nahi hai

Bas yahi gum Hain
Or yahi khusi hai ki
Ab mujhe or jine ki
Mujhme ash nahi hai

Awaro ki trh firta hu
beghar me Dar badr
Ab hal ye hai ki
mujhe kisi ki tlash nahi hai

Ek tarfa chla hai andhiyo ka sil sila
Ab to smdar bhi sukh chla ankho se
Tum aawo jawo bade shok se ab to
Tere waste Barsaat bhi nahi hai