Kya aaj bhi mera khayal aata hai ?
Jab samne koi bewakoof behaal aata hai,
Kya aaj bhi hasi aati hai tumko ?
Jab yaad mera koi sawaal aata hai.
Kya mita diya hai zehen se mujhko
Ya rakha hai dil me rehem pe mujhko
Tere husn par yu mar mitne ko,
Kya aaj bhi koi gulaam aata hai
Kya aaj bhi mera khayal aata hai
Kya aaj bhi mera khayal aata hai ||

