1 min read 801.1K reads

Taro ki timtimaahat, aur chaand ki raushni


Taro ki timtimaahat, aur chaand ki raushni...Ye kaala aasma, aur aadhi raat ki ghadi...

Dil khushnuma sa, kuch yaade bhi purani...Jab mil jaate hai hum tum, toh ban jaati hai nayi kahani...

— Naina Kaur
Read more Earn more Learn more