Waqt ka bharosa jyada krna bhi thik nhi,

Har kisi se apne dil ki baat Sari chupana bhi thik nhi,

Kabhi to Humare saath bhi thoda pal bita liya kren,

Yun har waqt apni marzi ko chlana bhi thk Nhi.....