Zindagi bhi kya kamaal krte hai..!!
Har din naya ek sawaal krte hai...!! 

Dard se bhari, yeh raahein hain kathin...!!
Khushiyon ki talash, mann mein hai vishin...!! 

Sannate mein bhi, yeh zindagi roshni hai...!!
Par aksar, dil mein basi hai tanhaai...!! 

Sawaalon ke bina, kuch na samajh paae..!!
Zindagi ke raaz, hum se chhupa aae..!! 

Har roz ek naya toofan, ek naya sawaal..!!
Zindagi ki kathin raahon mein, yeh hai ek sabaq yaar... 

Rausheen_Hasan