Daldal e Qalb's image

Daldal e Qalb


Kinaare pe khade hokar dubte Bashar ko dekh raha tha,

Apni aur uski kher-o-aafiyat ke liye munajat Kar raha tha.


Soch raha tha is Fehash daldal ka hissa me kyu banu,

Dubne wale ke saath me kyu josh gharq karu.


Dubne wale ne pucha Tu bhi toh is daldal me hum-e-sohbat tha,

Saath jiyunga saath marunga is baat pe Sun shaoor tha.


Meri bhi majbooriyan beintiha thi,

kuch dunyavi bandishe thi kuch aakhirat ki tamanna thi.


Sula diya use madad laane ka dilasa dekar,

Aankh khuli toh dekh raha tha ankhon me nami lekar.


Fikr mat kar sab thik ho jayega,

Thode waqt lagega par teri ankhon ka paani bhi sukh jayega.


Koi sayah guzre wo shayad tujhe nijaat dilaye, Teri bebasi pe me na sahi toh use shayad reham aye.


Usne pucha haath pak

Read More! Earn More! Learn More!