Ek tarfa Ishq hai mera , so unko khabar kya
Unke liye Qaseede likhe gaye , ghazlein padi gain 

Tumko bhulane ki jab koi surat-e-hall na rahi
Phir Mujhpe dam kiye gye , aayatein padi gain

Ishq hai khuda ko pasand, Jo humne kiya to
Humpe fatwe lagaye gaye, tareerein padi gain 


- kaif Saifi 

Ishq shayri : 

Ishq kiya tha so saza mei humpar
Ruhani mout musarrat ki gai hai 

- kaif Saifi 

Jamana humne chirag lekar dhunda 
Nahi milta magar tere line ka rasta koi

- kaif Saifi