Kya itni bhi azadi nahi neend ko k ek haseen khwaab dekhe.
Jis main likha tha us ne dil ki batoon ko wo kitaab dekhe
Main bhi bada ajeeb hoon jhaank raha tha us k dil main khidki se .
Darwaze se Jakar kehta zara hamari daraf bhi dekhe.
Badi muhabbat se aarzo se lagaya tha maine us pedh ko
Kabhi fursat mile to is k haseen gulaab ko dekhe.
Aur ye ek raaz hai dekh raha tha main tumko sitaaroon k beech.
Yaqeen na aaye to aankh utha kar mahtaab ko dekhe .
(Mahtaab:chand)
https://www.youtube.com/channel/UC5ApWJm7x4b5Sen-zAKouQw
Go to my channel for more shayaries


