Mai ek sawal ki giraft me hu
Kya dayalu hirday me swarth hai?
Jiske man me hai deenta ,kya vo punya ki firak me hai?
Kya vo aastha ki kaid me hai?
Agar ha to dharm sankat me hai .
Yadi ishwar se prem hai ,
To kya srishti antarman me hai?
Mai ek sawal ki giraft me hu
Kya dayalu hirday me swarth hai?
Jiske man me hai deenta ,kya vo punya ki firak me hai?
Kya vo aastha ki kaid me hai?
Agar ha to dharm sankat me hai .
Yadi ishwar se prem hai ,
To kya srishti antarman me hai?