Poetry 1 min read 630.2K reads

Raatein


Wo haseen ratein Jo tere saath gujari, ki ab is raat mein wo baat na rahi, tu is kadar khayalon mein hain ab mere, Ki ab kisi aur ki koi kawaaish na rahi..!!

— Manjari
Read more Earn more Learn more