Tutte jajbaton ke piche ,

Houslon me paddi ye narmi ki,

Wajah kya hai..........

Ankhon mai unchi udan ke sapne toh hai,

Par dil me jo niche girne ka khouff liye ho,

Wajah kya hai ........

Binn puche sab bata diya karte the kabhi

Aaj ye chuppi liye jo baithe ho,

Wajah kya hai ............

Niraash ho yaa haar ke ayye ho kahin se

Agar na mila ho kuch mangne se sayad ,

Tum kuch behatar deserve karte the sayad ,

Tohh ye rone ki

WAHAJ KYA HAI .......................


-----Manish Srivastav