aaj ek khaawab yaad aaya,

na koi sawaal, na pyaar aaya,

zindagi me iss tarah toot gaye hum,

ki aaj samundar ka kinara yaad aaya....