Vo din tha jab pheli bar scl me kadam rakaha tha
Kaya hota h scl ye hame na pata tha
Ek nanha sa baccha anjan logo ke bich khada tha
To us din ye baccha khub roya tha
Par fir ek pyara sa dost hamne banaya tha
Jisne haradam sath nibhaya tha
Lad ladke teachers ko bhi khub staya tha
Resses se phele luch krna to pratha tha
Ldai krwane jesa mja kaha tha
Bas kuch ese hi hmne apna scl mje se gujara tha
Padte padte 12 Saal ho gae Esa kha laga Tha
Itni jldi khatam ho jaega scl Esa kha pta tha