Jab kuch bhi n aata ho
Jab man mayus ho jaye
Jab sansein thmb si jaaye
Jab aankhein rone ki khatir aatur Ho
Jab lage ki sab kuch choot gaya
Hai har sapna toot gaya gaya
Ro lena sara sangharsh laga dena
Rone mein aur phir se uthna nye utsah se bhar kar sari vipattiya door karr kar
Kyunki beshak kuch prayatn vifal honge kuch aaj huwe hai kuch kla honge
Laga dena sari shakti ko
Jhok dena sara bahubal
Jhok dena pratyek rom ki shakti
Apnee hausle ko buland krne ki khatir
Kyunki sirf yah hausla tumhara hai


