ROOHANI Roohani si hai MOHBT teri aur meri

TU Q juda ho gaya iss tarah , Unkahi si baatein hai tere meri,

Tu chahe jaha bhi rahe jaisa bhi rehe MOHBT kabhi kamm naa hogi

Aisi deewangi si meri...Bina chuhe , bina dekha Ibaddat si MOHBT meri,

Faslo se aur bhi ISHQ hone laga , jab jab dekhe 1 dusre ko...Tera Mera Dil EK hi tarh Dhadkane laga

EK ho jaye kuch aisa kar mere RABB....Intazzar Kab tak kare TU BATA???? ✍ Ƙƛvi̴ i̴i̴