yeh alag baat hai saaki ke mujhe hosh nahin varna main kuch bhi hoon ahsaan faramosh nahin main teri mast nigahi ka bharam rakh loonga hosh aaaya bhi toh kahdoonga magar hosh nahin saki sharab la ke tabiat udaas hai chubhati hai khal o jaan mien sitaron ki roshni ae chaand doob ja ke tabiat udas hai sayad tere labon ki chatak se ho jee bahal ae dost muskura ke tabiat udas hai hai husn ka fasoor b ilaj e fasurdagi rukh say nakab utha kay tabiyat udas hai maine kabhi ye zid toh nahin ki par aaj shab ae mah-jabeen na ja kah tabiyat udas hai tauba toh kar chuka hoon magar phir bhi aye adam thoda sa zahar la ke tabiat udaas hai......